Dost Ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhanay Wala Best Urdu Poetry By Faraz Ahmad Faraz 2020


Another bieutifull urdu poetry by ahmad faraz.this is my favroit poetry i love this urdu poetry.faraz ahmad faraz is a biggest urdu pakistani poet.ahmad faraz big fan hub all of the world but faraz ahmad faraz poetry(shayari) very famouse in india, pakistan, bangladesh and etc.ahmad faraz all poetry(shayari) is so hearttouching and heart broken.faraz some poetry is very famouse all of the world.Dost Ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhanay Wala Best Urdu Poetry By Faraz Ahmad Faraz 2020.i hope you really like this urdu poetry(shayari).

Dost Ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhanay Wala Best Urdu Poetry By Faraz Ahmad Faraz 2020
Dost Ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhanay Wala Best Urdu Poetry By Faraz Ahmad Faraz 2020

Dost Ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhanay Wala Best Urdu Poetry By Faraz Ahmad Faraz 2020

Dost ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhanay Wala
Wohi Andaaz hai Zalim Ka Zmanay Wala

Ab Osy log Smajhtay Hain Griftaar Mera
Sakht Nadim Hai Mujhy Daam Mein Lanay Wala

Subhay Dam Choodh gya Nikhat-e-Gul Ki Surat
Raat Ko Guncha-e-Dil Mein Semat Anay Wala

Kia Kahey Kitnay Mirasam Thay Hmaray Os Se
Wo Jo Ek Shaks Hai Moo Pheer Kay Janey Wala

Tere Hotay howay Aa Jati Thi Sari Dunia
Ajj Tanha Hoo To Koi Nahi Anay Wala

Muntzir Kis Ka Hoon Tooti Hoi Dehleez Pey mein
Kon Aye Ga Yaha Kon Hai Anay Wala

Kia Khabbar Thi Jo Meri Jaan mein Ghula hai Itna
Hai Wohi mujh Ko Sar-e-Daar Bhi Lanay Wala

Mene Dhekha Hai Bahaaroo Mein Chaman ko Jaltay
Hai koi Khawab Ki Tabeer Btanay Wala

Tm Takalluf Ko Bhi Ikhlaas Smajhtay Hoo Fraaz
Dost Hota Nahi Har Hath Milanay Wala



Faraz Another Poetry






Post a Comment

0 Comments