Ahmad faraz ghazals in urdu - Ahmad faraz ab k hum bichray - Ahmad faraz best poetry - Best urdu poetry in urdu

Ahmad faraz ghazals in urdu - Ahmad faraz ab k hum bichray - Ahmad faraz best poetry - Best urdu poetry in urdu

Ab Kay Hum Bichrey To Shayad Kabhi Kitabon Mein Miley
Jis Tarha Sokhey Howey Phool Kitabon Mein Miley

Dhoondh Ojday Howey Logo Mein Wafa Kay Moti
Ye Khazaney Tujhy Mumkin Hai Kharaboon Mein Miley

Gam-e-Dunia Bhi Gam-e-Yar Mein Shamil Kar Loo
Nasha Badhta Hai Jo Sharabain Sharaboon Mein Miley

Tu Khuda Hai Naa Mera Ishq Farishton Jesa
Dono Insan Hai To Kyo Itne Hijaboon Me Mile

Ajj Hum Daar Per Khinchey Gaye Jin Batoon Per
Kya Ajab Kal Wo Zamaney Ko Nisaboo Me Mile

Ab Naa Wo Mein, Naa Wo Tu Hai, Naa Woo Mazi Hai Faraz
Jesey Doo Shaks Tmanna Kay Siraboon Mein Miley


Ahmad Faraz

This is really heart touching best urdu poetry in urdu.this is one off the ahmad faraz best poetry.Ahmad faraz ab k hum bichray ghazal is very papular india and pakistan.heart broken and really heart touching all ahmad faraz ghazals in urdu.ahmad faraz really famouse poet urdu poetry.
The best urdu romantic poetry ab kay hum bichray.best urdu poetry ever ahmad faraz best poetry.i really love this sad poetry.

Ahmad faraz real name is Syed ahmad shah but his nick name is faraz and public name is ahmad faraz.he is very famouse pakistani urdu poet.he was widely know as one of the best modren urdu poets.off the last century.faraz was his pen name.Ahmad faraz born 12 january 1931 in Kohat and died in islamabad on 25 august 2008.

Post a Comment

0 Comments