Allama iqbal famous poetry in urdu || Preshan ho kay meri khaak akhir dil na ban jai - Allama iqbal poetry in urdu

Allama iqbal famous poetry in urdu || Preshan ho kay meri khaak akhir dil na ban jai - Allama iqbal poetry in urdu


Preshan ho kay meri khaak akhir dil na ban jai
Jo mushkil ab ha ya rab phir wohi muskil na ban jai

Na kar dain mujh ko majbor-e-nawa firdous mein horain
Mera sooz-e-daroon phir garmi-e-mehmil na ban jai

Kabhi chori hoi manzil bhi yaad ati hai rahi ko
Khatak si hai jo seene mein gam-e-manzil na ban jai

Bnaya ishq ne daryaay na paida karaan mujh ko
Ye meri khud nighadari nera sahil na ban jai

Kahi es alam-e-be-rang-o-boo mein bhi talab meri
Wohi afsana-e-dulbala-e-mehmil na ban jai

Urooj-e-adam-e-khaki se anjum sehmey jatey hain
Kay ye toota howa taraa mah-e-kamil na ban jai

Dr Allama iQbal (RA)

This is iqbal famouse poetry in urdu and hindi iqbal is a biggest poet and famouse poet.iqbal poetry fans all the world but mostly people follow iqbal in Pakistan india and bangla deash etc.Allama iqbal is a Urdu Poet but iqbal Loved and write poetry urdu Arbi Farsi.iqbal some kalaam is really heart touching and iqbal all kalaam is sufi type.Pakistan People call iqbal name is mashrak-e-Shayar Allama  iqbal Write some hits books Kuliyat-e-iqbal Bang-e-dra Javed nama Zaboor-e-ajam Bal-e-Jibril Payam-e-mashrik and etc.allama muhammad iqbal islamic poetry Focus all kalaam.Allama iqbal born is 9th November 1877 in Sialkot.Allama iqbal Died is 21 April 1938 in Lahore.Today iqbal Mazaar Shareef in Lahore Badshahi Mosque.

Post a Comment

0 Comments