PeeR Naseer-ud-Din NaseeR (Kalaam)
nA aYe tuJh kO nazAr‘ Tu magAr udAAs nA hO
TalAsh kAr’ wOh Yahin teraY AAs pAAs nA hO
mujhaY yakEEn nAhin uSS kO teRay paas nA hO
TeRa gumAAn nA hO Ya teRa qayAAs nA hO
woh Aur kYa karAy aakhiR agAr odAAs nA hO
BeghaiR ishQ nA chaiN aYe ishQ rAAs nA hO
ye kiS kO lOg liYe jA raHay hAin kAAndhon pAr
kahiN Ye shaKhs tuMhara waFa shanAAs nA hO
BicharnAy waloN kO iK diN Khuda miLata hAi
TujhAy haMari kaSam iSS qadAr udAAs nA hO
Ye banDagi hai kY hAr hAAl mAin hO shukAr oss kA
HaZaar kUch hO maGar kOi naaspAAs nA hO
woH mAjra jO hAi majnOOn kY nAAm saY mashOOr
kahiN hamAray fasAnay kA iktiBaas nA hO
ZiA-e-ilM-o-huNar saY Hai AAbro-e-basHar
Ye rosHni tO hO oJla agAr libaaS nA hO
MaZa tO jAb Hai kY hO bAAt bAAt Qand-o-nabAAt
woH bAAt zeHer Hai jiS bAAt mAin mithAAs nA hO
Hai Aik taNz taNz kA naShtar Duaa-e-omer-e-daRaz
Oss aiK ShakHs kO jEEnay Ki jiS kO AAs nA hO
NasEEr kHel naHin Hai sha-oor-e-zAA-o-sifAAt
KhuDa ShanAAs kaHan wOh jO khuD ShanAAs nA hO
Poet - PeeR Naseer-ud-Din NaseeR
0 Comments