GhaZal
sabhi Gunah dhuL gY saZa he aur Ho gai
Meray waJood par teri gaWahi aur ho gai
rafoo giRan sheHar Bhi kAmaal lOg thy maGar
Sitara sAAz hath mein kAmai aur hO gai
bohat saY lOg shAAm tak KiwAAr khOl kAr rahaY
FaQeer sheHar ki mAgar Sada he aur hO gai
andheraY mein thY jaB talaK zamAna sAAzgar tha
Wo gul khiLay kaY shOkheay saBa he aur hO gai
na Janey duShmanoN ki kOn bAAt Yaad AA gai
laBon tAk AAty AAty baddua he aur hO gai
Ye merAy hAAth ki lakirain khuL rahiN the Ya kAy khUd
shaGan ki rAAt khuShbo-e-hiNa he aur hO gai
Zara Si kaRgason kO AAb-o-daNa ki jO shY miLi
OqAAb sAy khaTaaB ki ADaa he Aur hO gai
PoeT - ParveeN ShaKar
0 Comments