---Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Hota To Khuda Hota---
Mirza Ghalib |
Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Hota To Khuda Hota
Doboya Mujh Ko Honay Ne, Na Hota Mein To Kia Hota
Huaa Jab Gum Sy Youn Be-His, To Gum Kiya Sar Ky Katny Ka
Na Hota Gar Juda Tan Sy, To Zanoon Par Dhara Hota
(Mirza Ghalib)
0 Comments