JazBaat zer-E-gardisH halaaT sO gaY
chaie ghaTa tO Rand-e-khaRabaaT sO gaY
ManZil saY dooR jagTi sochaiN thi ZehaN meiN
manZil paY AA gaY tO KhaYalaat sO gaY
TaRon nE huM kO daiKh kaY shaBnam naY yE kaHa
yE badNaseeB waQt maNajaaT sO gaY
kiYa diL-gadaaZ mosaM-e-Gul kA thA inteZaar
Fasl-e-baHaar aaYi tO naGmaaT sO gaY
AAnkhon meiN huM naY kaaT di sham-E-Gam-e-faraaQ
AAya kOi Jo beHr mulaQaat sO gay
ik khaWaab kaY siWa hai yE hasTi tamaaM khaWaab
aaYi hai jis kaY zehan meiN yE baaT sO gaY
kuN sahibaN-e-kasHf-o-karaMat sOgaY
PoeT - WasiF Ali WasiF
0 Comments