Sufi poetry-Masjid To Bna Di Shab Bhar Mein-Allama iqbal Best Urdu Poetry in Urdu+English

Sufi poetry-Masjid To Bna Di Shab Bhar Mein-Allama iqbal Best Urdu Poetry in Urdu+English 


Sufi poetry-Masjid To Bna Di Shab Bhar Mein-Allama iqbal Best Urdu Poetry in Urdu+English

Masjid To Bna Di Shab Bhar Mein Emaan Ki Hararat Walo Ne

Man Apna Purana Papi Hai Barso Mein Namazi Ban Na Saka

(Though The Mosqe Was Built Overnight By The Believers

Our Heart Being Old Sinner for years Devout Could Not Be)


Kya Khoob Ameer e Faseel Ko Sannosi Ne Pegham Diya

Tu Naam o Nasab Ka Hijazi Hai Per Dil Ka Hijazi Ban Na Saka

(What A Bieutifull Message Did Sunusi Give To King Faseel

By Decent You Hijazi Are, But In Heart Hijazi Could No Be)


Tar Ankh To Hoo Jati Hai Per Kia Lazzat Es Ronay Mein

Jab Khoon e Jigar Ki Amezish Se Ashak Piyazi Ban Na Saka

(Though Eyes Become Wet There is No Pleasure is In This Weeping

If By Mixture Of Affliction's Blood Tears Pink Could Not Be)


iQbal Bada Updeshk Hai Man Batoon Mein Moo Leta Hai

Giftaar Ka Ye Gazi To Bana Kirdaar Ka Gazi Ban Na Saka

(iQbal is A Good Advisor Fascinats The Heart in Moments

He Did Become Hero In Talk, But One In Deeds He Could Not Be)


Another Bieutifull urdu+english poetry by dr allama iqbal.iqbal is a biggest urdu farsi pakistani and indian poet.this iqbal sufi poetry is so heart touching i love allama iqbal all poetry so gyz please read this iqbal urdu poetry and enjoy

Post a Comment

0 Comments