Mohsin naqvi ghazal - Ojday Howay Logo Say Gureza Na Howa Kar - Urdu Poetry in Urdu

Another Bieutifull urdu ghazal by mohsin naqvi this urdu poetry is so sad and heart touching i love this urdu poetry in urdu.this shayari ojday howay logo is so sad and heart broken i hope you really like this mohsin naqvi ghazal.


Mohsin naqvi ghazal - Ojday Howay Logo Say Gureza Na Howa Kar - Urdu Poetry in Urdu

Mohsin naqvi ghazal - Ojday Howay Logo Say Gureza Na Howa Kar - Urdu Poetry in Urdu


Mohsin naqvi ghazal - Ojday Howay Logo Say Gureza Na Howa Kar - Urdu Poetry in Urdu
Ojday Howay Logo Se Gurezaan Na Howa Kar
Halat ki Qabroo Kay Ye Kutbey Bhi Padha Kar

Mohsin naqvi ghazal - Ojday Howay Logo Say Gureza Na Howa Kar - Urdu Poetry in Urdu
Kya Jane Kyo Taiz Hawa Soch Mein Gum Hai
Khwabida Parindoon Ko Drakhtoo Se Oda Kar

Mohsin naqvi ghazal - Ojday Howay Logo Say Gureza Na Howa Kar - Urdu Poetry in Urdu
Os Shaks Kay Tum Se Bhi Mrasim Hain To Hoon Gay
Wo Jhoot Naa Bolay Ga Mere Samnay Aa Kar

Mohsin naqvi ghazal - Ojday Howay Logo Say Gureza Na Howa Kar - Urdu Poetry in Urdu
Har Waqt Ka Hansna Tujhy Barbad Na Kar Day
Tanhai Kay Lamho Mein Kabhi Roo Bhi Liya Kar

Mohsin naqvi ghazal - Ojday Howay Logo Say Gureza Na Howa Kar - Urdu Poetry in Urdu
Wo Ajj Ki Sadyoo Ki Musafat Pey Khada Hai
Dhonda Tha Jesay Waqt Ki Dewaar Gira Kar

Mohsin naqvi ghazal - Ojday Howay Logo Say Gureza Na Howa Kar - Urdu Poetry in Urdu
Ay Dil Tujhy Dushman Ki Bhi Pehchan Kaha Hai
Tu Halka e Yaraaan Mein Bhi Mohtaat Raha Kar

Mohsin naqvi ghazal - Ojday Howay Logo Say Gureza Na Howa Kar - Urdu Poetry in Urdu
Os Shab Kay Muqaddar Mein Sehar He Nahi Mohsin
 Dekha Hai Kai Baar Chiraghoo Ko Bhuja Kar

 

Post a Comment

0 Comments