Suna Hai Log Osy Ankh Bhar Kay Dhekhtay Hain
Suna Hai Log Osy Ankh Bhar Kay Dhekhtay Hain
Soo Os Kay Shehar Mein Kuch Din Thehar Kay Dhekhtay Hain
Suna Hai Os Ko Bhi Hai Sher o Shairi Se Shagaf
Soo Ham Bhi Mojzay Apnay Hunnar Kay Dhekhtay Hain
Suna Hai Bolay To Batoon Se Phool Jhadtay Hain
Ye Baat Hai To Chaloo Bat Kar Kay Dhekhtay Hain
Suna Hai Din Ko Osy Titliyan Stati Hai
Suna Hai Raat Ko Jugno Thehar Kay Dhekhtay Hain
Naa Tujh Ko Maat Hoi Hai Naa Mujh KoMaat Hoi
Soo Ab Kay Dono He Chalain Badal Kay Dhekhtay Hain
Bohat Dino Se Nahi Hai Kuch Os Ki Khair Khabar
Chalo Faraz Ko Ay Yar Chal Kay Dhekhtay Hain
Faraz Ahmad Faraz
Anothar Bieutifull Urdu Poetry(Ghazal) By Ahmad Faraz.Faraz Ahmad Faraz is a Biggest Urdu
Pakistani Poet.Ahmad Faraz All Poetry is so sad and heart touching but this urdu ghazal
is famouse all of the world.i Hope You Really Like This Urdu Ghazal.
More Faraz Poetry-
Ahmad faraz ghazal - Dhondh Ojday Howay Logo Mein Wafa Kay Moti - Urdu poetry heart touching
Best urdu ghazal poetry - Ranjish He Sahi - Ahmad faraz best poetry
0 Comments