Khudi ko kar buland itna - (Bal-e-Jibril-004) Gaisu-e-Tabdar Ko Aur Bhi Tabdar Kar-Allama Iqbal Poetry

Allama Iqbal Poetry in Urdu 2021 - khudi ko kar buland itna -Best Urdu Ghazal 2021.
Another Bieutiful urdu Poetry By Allama Iqbal I love This Iqbal ghazal This Shayari is so motivational and inspirational.khudi ko kar buland itna kay har taqdeer se pehley full ghazal.Allama iqbal is a biggest pakistani and indian hero allama iqbal poetry famouse on all of the world i love iqbal all poetry and shayari but this shayari is my one of the favroit ghazal.



Khirad Mandoo Se Kia Pocho Kay Meri Ibtada Kia Hai
Kay Mein Es Fiker Mein Rehta Hoon Meri Intaha Kia Hai




Khudi Ko Kar Buland Itna Kay Har Taqdeer Se Pehle
Khuda Banday Se Khud Pochey Bta Teri Raza Kia Hai


Muqam e Guftugu Kia Hai Agar Mein Kimiyaan Gar Hoon
Yahi Sooz e Nafas Hai Aur Meri Kimiyaan Kia Hai


Nazar Ati Mujhy Taqdeer Ki Gehrayaan Es Mein
To Poch Ay Ham Nasheee Mujh Se Wo Chashm e Surma Kia Hai



Agar Hota Wo Majzoob Firangi Es Zamaney Mein
Too IQbal Es Ko Samjhata Muqam e Kibriya Kia Hai


Nawa e Subah Gahi Ne Jigar Khoon Kar Dia Mera
Khudaya Jis Khata Ki Ye Saza Hai Wo Saza Kia Hai

Poet- Dr Allama IQbal

Post a Comment

0 Comments