10+ 2 Lines Best Urdu Poetry 2020
1
Tum Zard Mein Bhi Kam Zarf Thay
Tum Zaat Mein Bhi BadZaat Niklay
2
Naa Kar Tang Ab Jeenay Day Ay Ishq
Teri Qasam Mein Tere Agay Haar Gya Hoon
3
Tumhe Bhi Achay Ham Lagnay Lgay Hain
Suno Tum Ko Bhi Pachtana Paday Gaa
4
Tujhy Maang Maang Kay Thak Gai
Mere Hoont Bhi Mere Hath Bhi
5
Jo Heeran Hain Mere Saber Per On Se Keh Doo
Zameen Per Nahi Girtay Jo Anso Dil Cheer Jatay Hain
6
Kisi Ek Ka Hona He Bandgi Hai
Har Rooz Qibla Bdalnay Walay Bedeen Hotay Hain
7
Bardasht Buzdilli Nahi Balkay Zindgi Ka Ek Aham Asool Hai
Jis Dil Mein Bardasht Hoo Wo Kabhi Haar Nahi Manta
8
Sab Mein Khamiyaan Dhonda Kro
Na Kabhi Mohabbat Hogi Na Takleef
9
Kuch Log Tohfay Bhi Kamaal Kay Dete Hain
Udasiyaan Tanhaiyaan Aziyatain Aur Intzaar
10
Tum Per Marnay Se Kahi Behter Tha
Ham Kisi Hadsay Mein Mar Jatay
This is a Really Herttouching urdu poetry Collection i love this new urdu shayari top 10 collection.this urdu poetry collection is very sad and heartbreaking 10+ Two Lines Urdu Poetry & Shayari New 2020.i really like this sad urdu new 2020 poetry.more urdu poetry collection for vist my blog Zubair poetry.

0 Comments