Saghar siddiqui poetry - Ye jo deewane se do char Poetry

Ye Joo Dewaney Se Doo Chaar Nazar Atay Hain
En Me Kuch Sahab-e-israar Nazar Atay Hain

Teri Mehfil Kaa Bharam Rakhtay Hain Soo Jatay Hain
Warna Ye Loog To Bedaar Nazar Atay Hain

Mere Daman Mein Shraroo Kay Siwa Kuch Bhi Nahi
App Pholoon Kay Khridaar Nazar Atay Hain

Door Tak Koi Sitara Hai Naa Koi Jugnu
Marg-e-Umeed Kay Aasaar Nazar Atay Hain

Kal Jinhay Choo Nahi Sakti Thi Frishtoon Ki Nazar
Ajj Wo Ronaq-e-Bazaar Nazar Atay Hain

Hashar Mein Kon Gwahi Meri Dey Gaa Sagar
Sab Tumharay He Trafdaar Nazar Atay Hain

Saghar Siddiqui

Saghar Siddiqui is Pen NameOf Muhammad Akhtar, an urdu Poet From Pakistan.Saghar Siddiqui
 is the great poet of Pakistan who is famous for his death. Sagar Siddiqui's poetry is very sad and heartbreaking. There is a lot of pain hidden in the words of Saghar Siddiqui.Saghar Siddiqui was born in Ambala India in 1928 and came to Pakistan at the time of Sagar partition where he spent the rest of his life in Datta Durbar and died the same - Saghar Siddiqui died on 19 July 1974 in Lahore.Saghar siddiqui poetry - Ye jo deewane se do char Poetry.

Post a Comment

2 Comments