Urdu Poetry In Urdu-Beautiful Poetry In Urdu By Zubair Jani-Good Poetry in Urdu


sad girl pic



1:

Dedar e yar ki baat na pocho sahib
Niqab Se agey Hmari Jan Jati Thi

2:

Daad Banti Ha os shaks Ki Ajj To
Hame Dhektey He Rad kr diya os ne Ajj to

3:

jab jab zikar tumharey naam ka mehfil me hota ha
tab tab jism hmara wajd me aa aa kar Rota ha

4:

Rato ki tanhai me aisey jeena theak nahi
Meri baat maan aisey pena theak nahi

5:

Ankhon se kr kay mast ham se shikayat krti hoo
Kyo logo kay dillo me hmarey liye hqarat bharti hoo

6:

Tere mere ishq me lazim ha ibadt-e-khuda
Ye Behtreen trika ha tere mere sath kay liye

7:

Jismo Se Mohabbat Krna Sekha ho ga tu ne
Ham to jismo kay haal bhi Dillon se pochtey hain

8:

Ham ishq me nelaam to ho jai lekin
shart ye ha kay tu kharidaar bane to

9:

itni Shiddat badh gai mohabbat ki meri
Ab meri sanso me chalti ha mohabbat teri

10:

bhetta hoon jaisey he zameen per mein
mujhy apni okaat yaad aa jati ha

11:

Etrata kyo ha apne yaar kay husn pe
Tere liye bhi wo dosro kay jaisi ha

12:

Mar nahi sakta tujhy pane ki khatir
haan Maar sakta hoon tujhy pane ki khatir

13:

Chal Choodh Ye Mohabbat Ki Batain Jani
Tujhy kon sa es ne wafa di ha

Urdu Poetry in urdu written by Zubair Jani.I hope you enjoyed it.More beautiful poetry in urdu ulpoad on daily base here.Urdu poetry in urdu is my passion and I will make the batter contant for you Inshallah.


Zubair Jani

Post a Comment

0 Comments